Baarishein Aa Gayi Or Chali Bhi Gayi – Meri Aashiqui – Jubin Nautiyal lyrics in Hindi

MERI AASHIQUI LYRICS IN HINDI JUBIN NAUTIYAL 


Artist: Jubin Nautiyal
Featuring artist: Ihana Dhillon & Altamash Faraz
Also performed by Rochak Kohli Ihana Dhillon Altamash Faraz
Song: Meri Aashiqui

MERI AASHIQUI lyrics in Hindi


Baarishein Aa Gayi Or Chali Bhi Gayi Lyrics In Hindi – Meri Aashiqui – Jubin Nautiyal  https://everynewlyrics.blogspot.com/

मेरी आशिकी लिरिक्स 

Meri Aashiqui – Jubin Nautiyal lyrics in Hindi


तुम्हें कैसे बताऊँ की पापा ने मेरी शादी कहीं

और तय कर दी है

कुछ ही दिनों के लिए जा रही हूँ

बारिश ख़तम होने से पहले वापस आ जाऊँगी.. प्रॉमिस!


बारिशें आ गयी और चली भी गयी
कोई दिल में सिवा तेरे आया नहीं
जब भी सजदा किया नाम तेरा लिया
भूल जाना तुझे हमको आया नहीं
 
दिल तो है पर जाने क्यूँ
धड़का ही नहीं है कब से
ये दुआ है मेरी रब से
 
ये दुआ है मेरी रब से
तुझे आशिक़ों में सबसे
मेरी आशिकी पसन्द आये
मेरी आशिकी पसंद आये
 
ये दुआ है मेरी रब से
तुझे आशिक़ों में सबसे
मेरी आशिकी पसन्द आये
मेरी आशिकी पसंद आये
मेरी आशिकी पसंद आये
 
तुम्हीं अब कुछ कहो
सुलझाऊं कैसे ये मुश्किल
 
हाँ तुम्हीं अब कुछ कहो
सुलझाऊं कैसे ये मुश्किल
झूठ बोल के ही रख लो न
तुम मेरा ये दिल
 
चाहो तो तोड़ देना
टूटा ही नहीं ये कब से


Meri Aashiqui lyrics in English

Tumhein kaise bataun ki papa ne meri shaadi kahin aur tai kar di hai
Kuchh hi dinon ke liye jaa rahi hoon
Baarish khatm hone se pehle waapas aa jaungi
Promise..
 
Baarishein aa gayi aur chali bhi gayi
Koyi dil mein siwa tere aaya nahi
Jab bhi sajda kiya naam tera liya
Bhool jaana tujhe humko aaya nahi.
 
Dil to hai apang jaane kyun
Dhadka hi nahi hai kab se
Yeh dua hai meri rab se.
 
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiqon mein sabse
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye.
 
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiqon mein sabse
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye.
 
Tum hi ab kuchh kaho
Suljhaun kaise yeh mushkil
Haan tum hi ab kuchh kaho
Suljhaun kaise yeh mushkil
Jhooth bol ke hi
Rakh lo na tum mera yeh dil
 
Chaho to tod dena
Toota hi nahi yeh kab se
 
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiqon mein sabse
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye.
 
Katra katra jee raha hoon
Lamha lamha mar raha hoon
Kaise khud ko main sambhalun tu bata
Tere bin hai soona soona
Mere dil ka kona kona
Tu kya jaane kaise itne din jiya.
 
Kaise dil ko
Kaise dil ko main manaun
Naraaz pada hai kab se
 
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiqon mein sabse
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye
Meri aashiqui pasand aaye.






Post a Comment